Pushtikul Satsang Mandal
 Username:   Password:  
Save Password   Forget password?  
click to register
     
 All Forums
  Disscuss it all Result: used x_fields.txt; registered registering only mode is ON;
 Sudarshan kavacham
  Printer Friendly Version
Pages:
       1  |  2  |  3  |  4  |  5  |  6      Previous Page | Next Page | Reload
Author Previous Topic Topic Next Topic  
Kadakiar
Entry Level Member


33 Posts
Posted - 16 August 2007 :  00:01:04

                                                           || Shri Gokulesho Jayati ||

Shri Vallabh Vansaj Shri Manmathraiji,

   Aap shri charan kamalo me pranam.

With your kind permission I would like to request you to shed some light on following with praman in our "Shri Acharya charan Shri Mahaprabhuji pravartit Pruthak saran marg"

  Grantha talks about mention Diksha and Bhagwadiya who was given named diksha. 

"Aur POORVA KAAL se hi hum VALLABHKUL main BRAHMSAMBANDH tatha ASHTAAKSHAR ke upraant bhi anya kayi DIKSHAein dee jati hain,(NRUSIMH MANTRA,GOPAL MANTRA,etc...),KAVACHO ke paath dhaaran karne ki aagyaa dee jati hain..."

     Aap shri ki badi kripa hogi jo hum sabhi jeevo ko yah tatva ka gyan milega.

Charan kamal me pranam.

Rajendra P. Kadakia

 

 



Go to Top of Page
vrajdulhe
Entry Level Member


29 Posts
Posted - 16 August 2007 :  00:08:59

 Jay Jay Shri Gokulesh,

quote:

Vibhinn Ango ki RAKSHA kyo karni hai hamein???

Taki Hum poorna roop se svastha reh kar aur adhik MAN-VAANI-KAAYA KARMA (MANSA-VAACHA-KARMANA) se ADHIK KRISHNA SEWA mein pahonch sakein...

Isi liye ANGO ki RAKSHA aavshyak hai...(vivek dhairya aashray ki teeka mein vaidya ke paas jaana,aushadhi lena ityaadi ANYAASHRAY nahi maana hai,kyuki ye Prabhu sewa mein poorna roop se sahayak hain....)...usi prakaar yeh JAP-KAVACH ityaadi ka prakaar bhi SEWA TATPAR hai...!!!


Vbhinn Ango ki RAKSHA kyo karni hai hamein???

Taki Hum poorna roop se svastha reh kar aur adhik MAN-VAANI-KAAYA KARMA (MANSA-VAACHA-KARMANA) se ADHIK KRISHNA SEWA mein pahonch sakein...

જ્યાં શ્રીઠાકોરજી ની સેવા આપણા દેહની અનુકૂળત પ્રમાણે ચાલે છે ત્યાં તો મર્યાદાભક્તિ છે, પરંતુ પ્રભુ માં પ્રેમ-સ્નેહ ઉત્પન્ન થતાં જીવ વ્યસની વ્યક્તિ ની જેમ વિકળતા અનુભવે છે, અને આ પ્રેમ ના કારણે જીવ શ્રવણ,કિર્તન વગેરે જે કરે છે તે સ્વતંત્ર પુરુષાર્થ છે અને તે જ ખરા અર્થ માં પુષ્ટિભક્તિ રુપ છે.જેનુ પ્રમાણ શ્રીમદ ભાગવતજી -૯-૪-૬૭  માં છે.અને આવા મારા ભક્તો મુક્તિ ની પણ ઈચ્છા નથી રાખતા તેઓ કેવલ ભગવત્સ્વુરુપ ની લાલસા રાખે છે. ભગવતજી માં ઘણા સ્થાને ભક્તિ નો ઉલ્લેખ જોવા મળે છે પરંતુ તે દરેક પુષ્ટિ ભક્તિ જ છે તેવું નથી .....તેમાં મર્યાદા ભક્તિ નો પણ ઉલ્લેખ થયેલ જોવા મળે છે.......

જો શ્રી..ની ટહેલ માં જ જવું હોય તો પણ indirectly પણ આ બધાં ક્વચ નો પણ આશ્રય શું કામ રાખવો જોઈએ ? ( વિવેક ધૈર્યાશ્રય નાં example ને આ ક્વચ સાથે તો ના જ સરખાવાય ને....? )
 

 



Umang modi Go to Top of Page
unnati
Senior Member


224 Posts
Posted - 17 August 2007 :  18:17:18

II Shri Gokulesho Jayati II

Yamunashtak ke Chaar (4) shloka se SANYOG ke liye Bhagvat-sevopyogi Deh aur Chaar (4) shloka se VIYOG ki avastha me Bhakt ke mann me Bhagvaan ka Aavesh hone par Divya Deh siddha hote hai.

Shri Krishna ne apni Lila ke samay apne Ashtavidh-Aishwarya, Shri Yamunaaji ko diye. Is prakaar Ashta-Siddhi pradaan karne vaali Shri Yamunaaji hain. Is Bhaav ko suchit karne ke liye Shri Yamunashtak hai. 



Shri Vallabha Charan Vina Sharan Koni Jaou.....Shri Vitthala Nam Vina Mantra Kya Thi Paou......Shri Vallabha Charan Vina Sharan Koni Jaou.....

Unnati Kadakia

 

Go to Top of Page
Kadakiar
Entry Level Member


33 Posts
Posted - 17 August 2007 :  22:29:48

                                                            || Shri Gokulesho Jayati ||

Jay Jay Shri Gokulesh

 Before some one reach to the point of "PREM - SNEHA".

  Shri Vitthalrai perum dayal Shri Gusaiji prbhucharan says:

       BHAVYERUNKURITUM MAHIMRUGDASHMA-KALP-MASICHITUM

    PREMNA KANDLEETUM MANORATHUMYA: SAKHASTYA: SUMBRUTUM |

      LOLAYE: PALLAVITUM MUDA KUSUMEETUM PRATYASAYA PUSHPITUM

       LEELABHI: FALITUM BHAJE VRAJVANI-SHRUNGAR-KALPDRUM ||

So we as hunan being with understanding the concept of JEEV -JUGAT -BRAHMA, we all goes through the above mention stages.

   After we get AVIDHYA , AHANKAR, MOHA-MAMTA and our AGNYANTA [About SHRI PER BRHUMA PUSHT PRABHU SHRI KRISHNA and JEEV (SWA-SWAROOP) ] which needs some external force to eliminate and that is SHRI GURUCHARAN KRIPA, Drudh Ashraya, and Drudh Nishtha.

     If we are in following state then we should not have DWESH, AHANKAR and MAMTVA to LAUKIK. In our eyes everything must be PRABHUMAYA.

પરંતુ પ્રભુ માં પ્રેમ-સ્નેહ ઉત્પન્ન થતાં જીવ વ્યસની વ્યક્તિ ની જેમ વિકળતા અનુભવે છે, અને આ પ્રેમ ના કારણે જીવ શ્રવણ,કિર્તન વગેરે જે કરે છે તે સ્વતંત્ર પુરુષાર્થ છે અને તે જ ખરા અર્થ માં પુષ્ટિભક્તિ રુપ છે.

        When some one achive this stage will see every element as BHAGWAT SWAROOP.

      Please correct me for my wrong representation.

So as Unnati mention about "SHRI YAMUNASHTAKUM" makes some sense there.

 

Regards

Rajendra P. Kadakia

      



Go to Top of Page
vrajdulhe
Entry Level Member


29 Posts
Posted - 17 August 2007 :  23:22:33
SHRI  Manmathraiji  WROTE THIS TO Shri Harirayji..... on ORKUT...... 
Is vishay main pramukh to PURSHOTTAMji ki VIVRUTTI PRAKAASH ka bahut bada aadhaar hai...aur...
Main DEV-DRAVYA par (poorvaacharya ki Vaani tatha anya Pramaan sahit) apna poorna MAT rakhta lekin...us FORUM main

sabhi GOKULESH ki (Pravaahi) SRISHTHI bhari hai...jinhe Baalkon se Baat karneki tak samajh yaa saleeka nahi hai...

Ab aise logon se (apna.apne ghar ka aur apne KUL ka maan ghataa kar) koi kaise Charcha karega???...Aap hi bataao!
શ્રી ગોકુલેશ ની સૃષ્ટિ ને પ્રવાહી કહેતા પહેલા ૧૦૧ વાર વિચાર કરશોજી... જો કોઈને માન આપતા ન આવડે તો કાંઈ વાંધો નથી પરંતુ આ રીતે અપમાન કરવાનો આપશ્રી ને કોઈ હક્ક નથી .
જો આપશ્રી ભુલી ગયા હોવ તો યાદ કરાવી દઉં કે આજ શ્રી ગોકુલેશે માલાતિલક નું રક્ષણ કર્યુ છે  otherwise આપણે બધાં પુરાણ ની જગ્યાએ કુરાન વાંચતા હોત.......અમે તો જીવ છીએ પરંતુ એક વલ્લભકુલના બાલક તરીકે આવા શબ્દો જેજે આપશ્રીને ન શોભે......
ક્ષમા કરશોજી...........
 


Umang modi Go to Top of Page
gopal
Pushtikul Elite Member - August 2003


1221 Posts
Posted - 18 August 2007 :  10:30:55

ShriGokulesho Jayati

Shri Manmathraiji Bavashri is not able to give the right pramans. So he got Frustrated and said that ShriGokulesh ke Ghar ke pravahi hai. Aur Yaha par mein ShriHariraicharan ke Vachan ko tankunga ki Sabhi Vallabh kul balak ek saman. Kya isi ko ek saman kehte hei. Jo ek Mool Purush ko hi Gaali de. Bava, Thodi padhaai karke aao, aur phir ShriGokulnathji ke Sevako se charcha karo. Bina Prachin balako ki Vaani se keval ek tarkik Vakyatmak charcha koi matlab nahin rakhta. Umangbhai, Aapko Dhanyavaad hai ki aapne yeh shabda ko khoja aur Yeh jan samanya ko batlaya ki ek balak dusare ghar ke logo se kitna dwesh rakhte hai.

    They r not able to digest or say the right thing, and keval Gali dete hai. Hum ShriGokulnathji ke Baake Sipahi hai. Charcha karni hai to Is prakaar se gaali mat do. Bhaiya Admins (anandbhai, jatinbhai, shreekantbhai), is post ko likhne ki vajah se aapko hume AApke website se nikal dena ho to Nikal do, Kintu hum ShriGokulnathji aur Unke dwar KE AAcharya aur unke sevak ka Apman nahin sahan kar sakte, Kyuki kahi bhi Tathya nahin bataya ghaya hai. Keval ek Gaali di jaati hai. Praman janna hai to Humse Aake sikho. Hum Sikhayenge. Yeh Abhimaan nahin, Yeh ek Sache ShriMahaprabhuji ke Marg ke Sevak ka Vichar hai jo satya hai.  Sharm aati hai is prakaar ki vaani se.

    



Jai Jai ShriGokulesh Parivaar, Baroda

Go to Top of Page
gopal
Pushtikul Elite Member - August 2003


1221 Posts
Posted - 18 August 2007 :  10:44:17

ShriGokulesho Jayati

Humko tuchh bhasha donge to Muhki khaonge. Yeh ek sanatan satya hai ki jo ShriGokulnathji ke aadi mein aaya hai voh muhki khaya hai. Aur unke ghar ke sevako ko aise dhile dhale mat samjo, ki jo aapshri ki tuchha vaai sunke chup baith jayenge. Hum un logo mein se nahin hai jo chup baith jaate hai. AApshri ne pahele hume bhasma karne ki baat kahi, aapshri ne hume chidrup aur bahirmukh keh diya aur haa, Paapi bhi keh diya. Kuch Achi baat kaho. Gaali mat do. Yadi Charcha karni hoi to Koi Aadhar prakat karo. kyu is prakaar se gali-galoch karte ho.

    Sneha = Affection:

Those who do not have the knowledge of the greatness of Bhagavan cannot worship Bhagavan. As the knowledge of Bhagavan’s greatness increases, the devotee begins to develop more and more respect, faith, confidence etc. in Bhagavan. As a result of this, emergence of love and affection takes place automatically. Here it is to be noted that affection in Bhagavan could be of two kinds.

1. Motivated by self-seeking interest and

2. unselfish and pure.

If the affection for Bhagavan is backed by temptation to achieve any kind fo personal or impersonal object, it can be called selfishness and note devotion. Human affection for Bhagavan takes the form of devotion only when it becomes free from the worldly motives, no matter whether they are personal or impersonal.



Jai Jai ShriGokulesh Parivaar, Baroda

Go to Top of Page
unnati
Senior Member


224 Posts
Posted - 18 August 2007 :  12:55:11

II Shri Gokulesho Jayati II

There is one beautiful prasang i don't recollect where is it but here is the summary of it....

Ek baar Shri Gusaiji Prabhucharan pravas ker rahe hate. Sath mein Shri Dadaji Shri Gokuleshprabhu bhi hate, tab aapshri umer mein chote hate. Dhup kafi thi isliye sevak ne chatte ko Shri Gusaiji Prabhucharan per dharioo taki dhup na lage. Uss samay Shri Gusaiji Prabhucharan ne sevak ko samjhaya ki Teri, Meri aur Shrinathji ki dor to inke (Shri Gokulesh prabhu) Hi hatho mein hai isliye chatta unke sir per dharo.

Ab Shri Mahaprabhu ke Siddhant ki baat kehne mein yadi hum ShriGokulnathji ko param pratapi mante hai, to yeh hamare Saubhagya ki baat hai...



Shri Vallabha Charan Vina Sharan Koni Jaou.....Shri Vitthala Nam Vina Mantra Kya Thi Paou......Shri Vallabha Charan Vina Sharan Koni Jaou.....

Unnati Kadakia

 

Go to Top of Page
dadaji
Senior Member


240 Posts
Posted - 18 August 2007 :  14:23:58

 

                  ll Shri Gokulesho Jayati ll

 Jai Jai Shree Gokulesh Unnati,
Bilkul ppraktyasidhhantme aave ye baat.
 
Ye kya kar diyo Bawa aapne, puri Gokuleshki shrishtiku pravahi keh diyo?Koi ek ka naam liya hota ki Gopal aiso hai ki utsuk aiso hai to koi personke liye bol rahe ho aise lage par...aapto vallabh vansaj ho, sabko sewa smaranka updesh aur granthoka pathan karvate honge hi. hamare Dadaji Shri Gokulesh Prabhu ke vaarta prasang bhi lete hone. ek vaartame aave Shri Mahaprabhuji koi ke gharme biraje hate aur bahar us vaishnavne apani gharwali ko kahyo ye gobar samet le varna aur vaishnav le jayenge ...fir mahaprabhujine tatkal usaka aur uske ghar ka tyag kiya aur kaha agar usne koi ekka naam liya hota to bhi mai thodato aprasanna hota par yaneto puri vaishnav shrishtike liye kaha. Bawa Gokulesh hamare liye sab kachhu hai aur kabhi bhi hamere Shri Gurudevne 7 gruhke balakome bhed karneko nahi kaha aur jab bhi Gurudev ya hamare Bawa koi bhi vachnamrut dete hai to sabhi saptacharyoko dandvat karte hai. maine sab padha kahi koibhi jagah vallabh balakke bareme koi ek wordbhi galat nahi likha. sirf apna mat praman ke saath rakh rahe hai.

ye to sabke bhale ke liye likh rahe hai aur mai koun hu ki Gopalbhaiko kuch keh saku?

Gokuleshki shrishti hamare liye vandniya, pujniya hai. yehi Gokuleshki shrishti hai jo malatilak ki raksha ke liye apna sir katwane ke liye aur pagal elephantke samane khade rehne taiyaar hati. ab bhi unme itnahi samarthya hai , hai aur rahega...

mai aapko ye sab nahi likhti par aapne muje scap bheja iske liye maine itna lika. mere liye toGokuleshki shrishtiko samjnahi badi ayogyata lage fir mai Gokuleshkoto kaise pehchanugi properly par jitna janu, jitna samju har jagah mere liye to Gokulesh, Gokulesh aur Gokulesh hai..
 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

       

 

 

 

Edited by - dadaji on 18 August 2007 17:20:51 Edited by - dadaji on 18 August 2007 17:26:56

Haripriya.

Go to Top of Page
Kadakiar
Entry Level Member


33 Posts
Posted - 20 August 2007 :  01:42:09

                                                              || Shri Gokulesho Jayati ||
Perum Pujaya Shri Gurudev Shri Gurucharan ke charnkamalo me deenta purvak koti koti dandwat pranam.

     From last 5 inputs from Bhai Umang, Bhai Gopal, Unnati, aur Haripriyaji's input indicate that some where it was stated that

"Shri Gokulesh ki shrusthi Pravahi hai"

Chaturth peeth ke Adhipati Perum Pujya Shri Gokulpati, Shri Gokul Naresh Shri Gokulnathji ke charan kamalo me deenta purvak koti koti dandwat pranam aur Chaturth peeth pur birajte sabhi perum pujniya swaroop ke charno me dradh vishvas ke sath aaj yaha sabhi vaishnavo se vinmra bhav su kahana chahta hu ki

   Shri Gokulesh prabhu ne apne vachnamrut me kaha hai ki

"Jo koi apne (Hamare) dosh dheke to samajna ki vo apne (hamare) papo ko dur kar raha hai" hey Shri Gokuleshprabhucharan ke ladile aur 

"Humto BANKE SIPHAI SHRI GOKUL NATH KE"

   It is Shri Vallabh Vansaj ki krip hui ki apne papo ko dur kar rahe hai......

Shri Gokulesh prabhucharan ko unke ladile vaishnavo ne kya kha hai

"Tat Tano Pratibimb re sajana" unko naam bhi Shri Vallabh rakhyohai...

Jo  Shri Gokulesh prabhu ki "leela, Swarrop, Gun aur mahatmiya ko na jane vahi easi vani uchhar sake hai"

        Shri Vallabh acharyaji Shri Mahaprabhuji, PerumDayal Shri Mahaprabhuji ,Shri Gopinathji ne jo Pushtimarg ke liye pravartit kiyo hai yah sabh Shri Gokulesh prabhu charan su hi prapt banyo hai, 84 Vaishnavan ki leelmrut, 252 Vaishnavan ki leelamrut, Shri Sarvotuumji uper tikaji eaise aur anek naamswaroop ko aap shri ne pragat karke samasth srushti per jo kripa ki hai wo to wahi jaane jinho ne us bhav ki bhavna ko jaana hai.

AUR TO KYA BATAYE... HUM TO ITNAHI JANE KE HAMARI EK UNGALI KISI KI AUR POINT HO USHI WAQT APNI 3 UNGALI APNI KHUD KI AUR POINT HOTI HAI.

Sabhi Vaishnavan ko Jay Jay Shri Gokulesh.




Go to Top of Page
Topic is 6 Pages Long:
       1  |  2  |  3  |  4  |  5  |  6      Previous Page | Next Page | Reload
 
Jump To:


Set as your default homepage Add favorite Privacy Report A Problem/Issue   © 2014 Pushtikul Satsang Mandal All Rights Reserved. Pushtikul.com Contact Us Go To Top Of Page

loaded in 0.781s