Pushtikul Satsang Mandal
 Username:   Password:  
Save Password   Forget password?  
click to register
     
 All Forums
  Disscuss it all Result: used x_fields.txt; registered registering only mode is ON;
 Sudarshan kavacham
  Printer Friendly Version
Pages:
       1  |  2  |  3  |  4  |  5  |  6      Previous Page | Next Page | Reload
Author Previous Topic Topic Next Topic  
gopal
Pushtikul Elite Member - August 2003


1221 Posts
Posted - 11 August 2007 :  10:36:55

ShriGokulesho Jayati

Aapshri ne Aagyna Kari ke Shrimad Bhagwat Charam Praman hai, Aur uska ek ek vakya, Shabd, Pad, sudradh praman hai. Baat Satya, yaamein koi bhi sanshay nahin ho sakta. Apitu, Shrimad Bhagwatji mein kuch aur bhi baat aati jai, Jaise ki Prabhu ko prapt karne ke upay mein Gyan marg bhi batlaya hai, Karma Marg bhi batlaya hai, voh bhi ek praman manna chahiyen, Kintu ShriMahaprabhuji ne Keval Bhakti ko hi pradhanyata di hai. To phir Hume Gyanmarg ko bhi ek pushtimarg mein pramaan ke roop mein dekhna chahiyen? Karm marg ko bhi praman ke roop mein dekhna chahiyen, Kuch stthano pe to yoh bhi aave hai ki Tona Totka ko bhi pramanit karna chahiyen, ?



Jai Jai ShriGokulesh Parivaar, Baroda

Go to Top of Page
goswami manmathrai
P.P.Goswami (Shri Vallabhkul)


34 Posts
Posted - 11 August 2007 :  11:56:17

मेरे प्रिय गोपाल भाई,

आप से यह किसने कह दीया कि पुष्टिमार्ग में तथा श्रीमहाप्रभुजी को ज्ञान और कर्म स्वीकार्य नहीं हैं???

ज्ञान और कर्म स्वीकार्य है!...भलि-भाँती स्वीकार्य है!...मात्र प्राधान्य भक्ति का है...(किसी वस्तु का प्राधान्य होना और किसी वस्तु को अस्वीकार ने में बहुत बडा भेद है...)

जो व्यक्ति यह कह भी रहा है...कि पुष्टि में ज्ञान का स्थान नहीं है...तो सर्व प्रथम...

स्वयं श्रीमद्भागवत् में,श्रीभगवान उवाच में श्रीकृष्ण आज्ञा करते हैं..."अन्धंतं प्रविष्यन्ति ते अविद्यामुपासते"...वे लोग जो ज्ञान को स्वीकारते नहीं,वे अन्धंतम् नरक में जा गिरते हैं,क्योंकि वे हर प्रकार से अविद्या की ही उपास्ना कर रहे हैं!

और सर्वोपरि,श्रीसर्वोत्तम में ही,श्रीमहाप्रभुजी के कितने नाम ऐसे हैं,जो कर्म और ज्ञान को पुष्टिमार्ग में ही एक विशेष स्थान प्रदान कराते हैं...जैसेः-
श्रीकृष्णज्ञानदो गुरूः,कर्ममार्ग प्रवर्तकः,उपास्नादिमार्गतिमुग्धमोहनिवारकः,यज्ञभोक्ता,यज्ञकर्ता,इत्यादि...(श्रीमहाप्रभुजी ही एक ऐसे विलक्षण आाचार्य हैं,जो वेद तथा अन्य प्रामाणिक ग्रंथ शास्त्र की किसी भी बात को अस्वीकारते नहीं...इसी लिये तो आपश्री का एक और नाम है...सर्वमार्गवैलक्षण्यानुभूतिकृत!...)

और टोना-टोटकाओं का उल्लेख श्रीमद्भागवत् (और अन्य ३ प्रमाण साहित्य)में तो बिलकुल ही नहीं है...तो यह यहाँ विषय भेद है...



Go to Top of Page
unnati
Senior Member


224 Posts
Posted - 12 August 2007 :  13:09:12

Dandwat Pranam Aapshri n jai jai shri gokulesh to all

Bawa as u said,  " हमारे मार्ग में, जिस रक्षण की याचना कवचों के पाठ में की जाती है...वह हमारे रक्षण की नहीं है,अपितु हमारे भक्ति-योग के रक्षण की है!..."

But bawa i read Yamuna kavach at Garg sanhita with its explanation in that it is said, "mere ye ang ki raksha kao woh ang ki raksha karo etc" i.e. to protect different part of the body and also it gives wealth to the needy if its read for 10 times continiously also there is some gains for hermits if they read constantly for 3 months and there is no doubt in this.  Please explain this as its creating confusion...

Here is Yamuna Kavach,

Yamunana krushnaragagya kavachamsarvatomalam I

Dehi mahyam mahabhagdharchidhyamiaham sada II 1 II

                         Saubhari uvacha II

Yamunayashcha kavach sarvarakshakara nrunam I

Chatushpadarthadam shakshatam Shranum  rajmahamate II 2 II

Krushnam chaturbhujam shyama pundaridlekshanam I

Rathastham sundari dhyatva dharyatam kavacham tatam II 3 II

Sanatam purvamukho mauti krutasandhya kushasane I

Kushaubardha: Sikho vipra: pathadvai swastikas an II 4 II

Yamuna mai shir patu krushnau netradya: sada I

Shyama bhramgadeshamcha nasikam nakvasini II 5 II

Kapaulo patu maishakshatu parmandirupini I

Krushnavamansambhuta patu karnadya mama II 6 II

Adharopatu kalindi chimbukam suryakanyaka I

Yamaswasa kandarach hrudayam mai maha di II 7 II

Krushnapriya patu pushti tattini mai bhujadhyama I

Shronttitamcha sushroni katim mai charudarshana II 8 II

Urudvayamrambhoru januni tandribhedini I

Gulfou rasheshvaru patu padau papapaharini II 9 II

Antarbahiradhshvodhvam dishashu vidhishashasa I

Samantatpatu jagatam paripurnatam priya II 10 II

Idam Shri Yamunayashcha kavacham parmadbhutam I

Dashvaram pathabhadkatya nirdhano dhanvanam bhavetam II 11 II

Tribhi Mase: pathedhimanam brahmachari mitashan: I

Sarva Rajyadhipatyatyavam prapyate nav shanshaya: II 12 II

Dashotarsahatam nityam trimasavidhi Bhaktit: I

Ya pathetprayato bhutva tagya kim kim na jayate II 13 II

Ya pathatprayatru thai sarya tirthpalam lametam I

Ante vrajatparamdham gaulok yogi durlabham II 14 II

I've tried to translate it in english ... Please feel free to correct if there is any mistake... 

Edited by - unnati on 12 August 2007 13:12:38

Shri Vallabha Charan Vina Sharan Koni Jaou.....Shri Vitthala Nam Vina Mantra Kya Thi Paou......Shri Vallabha Charan Vina Sharan Koni Jaou.....

Unnati Kadakia

 

Go to Top of Page
goswami manmathrai
P.P.Goswami (Shri Vallabhkul)


34 Posts
Posted - 12 August 2007 :  21:36:31

Vibhinn Ango ki RAKSHA kyo karni hai hamein???

Taki Hum poorna roop se svastha reh kar aur adhik MAN-VAANI-KAAYA KARMA (MANSA-VAACHA-KARMANA) se ADHIK KRISHNA SEWA mein pahonch sakein...

Isi liye ANGO ki RAKSHA aavshyak hai...(vivek dhairya aashray ki teeka mein vaidya ke paas jaana,aushadhi lena ityaadi ANYAASHRAY nahi maana hai,kyuki ye Prabhu sewa mein poorna roop se sahayak hain....)...usi prakaar yeh JAP-KAVACH ityaadi ka prakaar bhi SEWA TATPAR hai...!!!



Go to Top of Page
gopal
Pushtikul Elite Member - August 2003


1221 Posts
Posted - 13 August 2007 :  19:50:33

Shri Gokulesho Jayati

     Hume Yadi Poorna roop se swasth rehna hai, to bhi uske liyen hum kyu kavach ko paath kare? Yadi aapshri Yamuna kavach mein koi aapatti nahin samajte to phir Sudarshan Kavach mein bhi Swa ango ki raksha ki baat aati hai, to phir udhar bhi to accept karna chahiyen. Par hum nahin maante.

    Apne yaha par jitni bhi ShriYamunaji ki stuti pragat hui jai, jaise ki ShriYamunastakam, ShriYamunastapadi, aur mahanubhav sevak-bhagadiyo se pragat 41 pad shriyamunaji ki stuti ke liyen, par kahi in stuti mein apan ko swa - raksha - swa ang raksha ki baat nahin aati, to phir kyu hum apne sharir ke sukh ki baat maane. Vivek Dhairyashray mein ShriMahaprabhuji Dhariaya ke liyen Aagyna karte hai ki Tridukh Sahanam..... Amaran apne tino dukh (adhibhautik, adhyatmik, aur adhibhautik) ko kisi bhi haalat mein sahan karna. To Phir ShriMahaprabhuji ki aagyna ka ullanghan ho jayenga yadi hum kavach ka paath karenge to? Please spread some light for this.



Jai Jai ShriGokulesh Parivaar, Baroda

Go to Top of Page
Kadakiar
Entry Level Member


33 Posts
Posted - 14 August 2007 :  13:42:32

                                                                  || Shri Gokulesho Jayati ||

  As we all are aware that nothing is perfect besides PerBrhama Permatma Pushti Prabhu Shri Krishna and hence P.P Acharyacharan Shri Mahaprabhu Shri Vallabhacharya has told all jeevas that " Krishna ev Gatir mum:"

       Our KAVACH is :

1) SHri Gurudwar Shri Gurucharan ANUGRAHA

2) Shri ACHARYACHARAN Shri Vallabhacharyaji , Shri Perum dayal Shri Vitthalraji, Shri Gopinathji, Shri Yamunaji and Shri Gokulesh Prabhucharan's kripa

3) And to have this KAVACH jeeva have to have "DRADH ASHRYA" Of Shri Gurucharan and "DRADH NISHTHA" in Shri Mahaprabhuji's charan kamal.

     One does not need any other KAVACH.... Besides this.

QUESITON: WHAT WE JEEV understand by

"DRADH ASHRYA" Of Shri Gurucharan and "DRADH NISHTHA" in Shri Mahaprabhuji's charan kamal.

HOW ONE CAN ACHIVE THIS.

PLEASE ENLIGHT THIS....

Shri VALLABH VANSAJ ke charan kamalome dandwat.

Jay Jay Shri Gokulesh.



Go to Top of Page
goswami manmathrai
P.P.Goswami (Shri Vallabhkul)


34 Posts
Posted - 14 August 2007 :  20:21:19

GOPAL BHAI Quotes...

"Yadi aapshri Yamuna kavach mein koi aapatti nahin samajte to phir Sudarshan Kavach mein bhi Swa ango ki raksha ki baat aati hai, to phir udhar bhi to accept karna chahiyen"......

YAMUNA KAVACH SAMHITA antargat hai (GENUINE...MAANYA hai)....SUDARSHAN KAVACH aadhunik anya maargiya AACHARYA ki rachana hai...(isliye uspar aapaatti hai)...

Aap SHAASTRO ke SIDDHAANTO se chalenge ya fir maatra apne BHAAV ke aadhaar par..???...SHAASTRO ka mat yeh hai...ki "SANKALP NISHKAAM hone se kaarya bhi NISHKAAM hi hota hai...bhale hi fir bhale hi KARMA (jaise yahaan kavach hi le leejiye!) sakaam hi kyo na ho...vah sakaam prayogantargat nahi ho sakta hai..."!!!

Aur POORVA KAAL se hi hum VALLABHKUL main BRAHMSAMBANDH tatha ASHTAAKSHAR ke upraant bhi anya kayi DIKSHAein dee jati hain,(NRUSIMH MANTRA,GOPAL MANTRA,etc...),KAVACHO ke paath dhaaran karne ki aagyaa dee jati hain...

"TO KYA AAP YEH KEH RAHE HAIN,ki humaare POORVAACharyo KO maargiya Aashray,siddhaant,vivek dhairya ka gyaan nahi tha aur unho ne naasamajhi main hi yeh sab vyavastha bataayi hai?????"



Go to Top of Page
gopal
Pushtikul Elite Member - August 2003


1221 Posts
Posted - 15 August 2007 :  14:22:32

Shri Gokulesho Jayati

I m not challenging the Siddhants of Shastras. But I m trying myself to justify that Any sort of Kavach, may be the Sudarshan, or Yamuna, etc. They r not pushtimargiyas. And regarding takings Different dikshas for ShriVallabhkul balaks,  We do not have any object for them. But such dikshas like Gopal, ityadi is not been taken by sevak-vaishnavs. Because if a Vaishnava of Pushtimarg wanted to achieve heights of pushtimarg, i.e. vyasan dasha, and sakshat sanubhaav, then that jeev should be nisaadhan, and not with any sakaam vrutti. Balak takes different dikshas, like gopal mantra diksha, as to follow the maryada of ShriVishnuswami Sampraday. But not fruitful for nisaadhan jeevs of pushtimarg.



Jai Jai ShriGokulesh Parivaar, Baroda

Go to Top of Page
goswami manmathrai
P.P.Goswami (Shri Vallabhkul)


34 Posts
Posted - 15 August 2007 :  16:17:20

I'm SORRY to SAY this....but GOPAL BHAI...

You seriously need to go through our MAARGIYA GRANTHAS,TEXTS & subjects related to the BASICS of PUSHTIMARG!!!!...(coz you even lack the BASICS of it....which I think even a Baby in a Vaishnav family would be knowing....)

PLZ READ...THINK & then speak...you may  mis-guide thousands of Jeevs,with your lack of Knowledge!!!

 



Go to Top of Page
gopal
Pushtikul Elite Member - August 2003


1221 Posts
Posted - 15 August 2007 :  16:33:25
ShriGokulesho Jayati

  Dandwat Pranam

     Bavashri, Sudarshan Kavach, Ityadi r not the things of basic levels. May i be lacking for Basics. But when we refer the sloka of Prasthan chatustay, and the swa rachit prakash tika by  shrimahaprabhuji and also in aavaran bhang tika by shripurushottam charan, aapshri had made some good clarifications that which granths r pramans, and which not for pushtimarg. Moreover Kavach is concerned, kavach is only for swa-sukh and not for tat-sukh.


Jai Jai ShriGokulesh Parivaar, Baroda

Go to Top of Page
Topic is 6 Pages Long:
       1  |  2  |  3  |  4  |  5  |  6      Previous Page | Next Page | Reload
 
Jump To:


Set as your default homepage Add favorite Privacy Report A Problem/Issue   © 2014 Pushtikul Satsang Mandal All Rights Reserved. Pushtikul.com Contact Us Go To Top Of Page

loaded in 0.766s