Pushtikul Satsang Mandal
 Username:   Password:  
Save Password   Forget password?  
click to register
     
 All Forums
  Disscuss it all. 3
 Is Bhagavat Saptah non Pushtimargiya ??
  Printer Friendly Version
Pages:
       1  |  2  |  3      Previous Page | Next Page | Reload
Author Previous Topic Topic Next Topic  
pranavkg
Entry Level Member


28 Posts
Posted - 21 June 2012 :  07:23:09
Jai Shree Krishna Govindji, You are right "When many things are clear from our ShriMahaprabhu's Vachans....then why we wanted to do Bhagwat Saptaahs?"----------

PKG Go to Top of Page
pranavkg
Entry Level Member


28 Posts
Posted - 21 June 2012 :  07:30:43
Also Anoopji I would only listen Shrimad Bhagavad from a Vallabhkul Acharya who would explain us the true philosophical meaning and where there is no financial interests directly or indirectly hidden. Last year a Bhagavad Katha took place in Alaska cruise by a Acharya!!! Shrimad Bhagavad is performed to raise money for Havelis worldwide. How can that be justified??? ------- even after taking money if someone is explaining us the true meaning I would have second thoughts but now it is so clear that is used just for Fund Raising!!

PKG Go to Top of Page
pranavkg
Entry Level Member


28 Posts
Posted - 21 June 2012 :  07:38:50
Dear Anoopji, "Shrimad Bhagavat Rasaaswad" compiled by Shree Navneetpriya Shastriji which is truly based on Shri Mahaprabhuji's Tatvaardeep nibandh and Shree Subodhiniji. It is available in simple Gujarati and explains the true principles of Shrimad Bhagavat in a simple language.--------- Also Bhagavatharth Prakaran by Shree Nanulal Gandhi is also available. ------ As per Jalbhed Granth of Shree Mahaprabhuji a vaishnav has to be very very selective in choosing a vakta (narrator) otherwise even if he/she is listening to a Bhagvatji it won't bear any fruits and in some cases it will be harmful if the intentions of vakta is to raise funds. Pranav Go to Top of Page
anoopjp
Senior Member


166 Posts
Posted - 26 June 2012 :  17:50:05
Jai Shri Krishna to all Vaishanvs,

Making havelis in far away places where there are vaishnavs and vaishnav families is in my view an impressive task. Daivi jeevs around the world are scattered in different lives and regions. Gathering them and giving them the path towards Shreeji is a huge task undertaken by these acharyas. They take immense stress and pressure to go out and find pushti jeevs and educate them about pushtimarg. By making a haveli it will be easy for the vaishnav sampraday to come together and gain knowledge of pushtimarg.

When the vakta is swayam Vallabh swarup Vallabh vanshaj Vallabh kul balak then where is the question of selection. It is my belief that all vallabhkul are Vallabh Swarup and their discourses on Bhagwat or any other granth is better than other vaktas. I am not denying that the shastriji you mentioned are not bhagwadiya or not good vakta but I will always prefer only the vaani of Vallabhkul than anyone else.

This is my personal view.

Bhagwad Smaran.


Anoop J. Purohit Go to Top of Page
govindshah2
Senior Member


154 Posts
Posted - 26 June 2012 :  21:36:05
Shribhagwatji je jo vachan hai voh yadi koi bhi pushtimargi vaishnav ulangan karta hai to voh shrimahaprabhuji ki aagya nahi mani jayegi. Kuch samaj me aya? Pushtimarg mein daivi jeev ke udhar ke liye shrimahaprabhuji ne gruh seva karne ki agya ki hai. Aur aisa karte apne bijbhav ko dridh karne ko kaha hai. Kaise? Shrimahaprabhu ke marg anusar nivedan prapt kar, shrimahaprabhu ki krupa prapt kar apne ghar mein reh prabhu ki seva karni chahiye. surat vale shrikanaiyalalji ke sath photo kichva liya. Par unke ghar se kai varsh purv Vaishnav Dharm Pataka namak masik patrika prakasit hoti thi. Sampadak Vasantram shashtriji ne kai mahatvapurm swamargiya granth ko gurjar bhasha mein anuvadit kar chhapte the. Yeh sare vishay usmein yatharth rup mein chhape hai. Kabhi granth abhyas ke liye vinanti ki hai? Anupji bina mul granth ke abhyas bina sab vyarth hai. Ek baat khar dhyan de. PUSHTIMARG KA NISTAR SHRIMAHAPRABHU KI VANI bina sambhav nahi hai.

Go to Top of Page
pranavkg
Entry Level Member


28 Posts
Posted - 27 June 2012 :  08:26:58
Dear Anoopji,,,,,,, first of all Pushtimarga is not a universal marga and it is not meant for masses... Shree Mahaprabhuji who is the founder of this Pushtimarga never wrote or ordered anyone in any Grantha to establish Havelis at every corner or every city of the world. If a person is doing only Darshan everyday then "Darshan" only has no place in navdha bhakti. This is not a marga that everyone comes together in a Haveli which makes a path for them to Shreeji !! this is not a plane journey !! If so give us reference which Grantha? .................... Principles are laid by the founder -- Shree Mahaprabhuji --- if you want to follow it is your wish no one can force you --- but this marga does not run on anyone's personal beliefs. Principles of Pushtimarga are set by Shree Mahaprabhuji on the basis of Vedas, Bhagawad Gita, Brahmasutras and Shreemad Bhagavad........... and based on that refer Sarvanirnaya Granth shloka 252-254 and Shree Mahaprabhuji clearly states that Shrimad Bhagavad should never be used to raise funds (money) for any reason... ... Every year all the temples are raising money in the name of Bhagavad Katha which is organized by misleaded vaishnavs and non vaishnavs. If one is a TRUE vaishnav will never do any action which is against Shree Mahaprabhuji's Principles............. Pranav na Jai Shree Krishna... Go to Top of Page
anoopjp
Senior Member


166 Posts
Posted - 27 June 2012 :  18:29:32
Wah bahut sunder vaani hai aap sabhi bhagwadiyon ki. Agar mahaprabhuji ke pushtimarg me sabhi vaishnavo ko ghar par baithkar hi seva ki aagya thi to phir sabhi 84 aur 252 vaishnavo ne seva kyon nahi padhrayi. Aap to gyaani ho aap batao???  Kya Guru ki seva me rehna seva nahi kehlati.

To phir jab balak ghar par padharte hain aur humko seva ka avsar milta hai to aapko kya aapatti hai.
Bhagwad krupa se Jo bhi Vallabh swarup balak Bahrain padharte hain vo kisi na kisi granth par vachamrut karte hi hain aur main bhi unke laabh leta hu.

Grantho ka adhyayan maine bhi kiya hai aur karta hi hu par aap jaisi meri bud*** nahi hai. Tabhi to aapne mujhe bew**** kaha. Yahi sach hai ki maine hi bewa**** ki aur aap jaise gyaaniyo me apni baat rakhi. Aap to khub gyaani hain aur pushtimarg ke sabhi gratho ko gho* par pi gaye hain.Par mujhe itna hi pata hai ki Pushtimarg gyan pradhan nahi par bhaav pradhan marg hai aur yahan par prabhu krupa ke bina aap kitna bhi grantho ka adhyayan karlo aur gyaan baanto koi farak nahi hoga. 

Doing darshan every day can also increase the love for krishna. Raskhan had only seen the photo of shreenathji and he was attracted then why cannot others. Pushtimarg does not run on anyones beliefs but only on the krupa of Shreeji, Mahaprabhuji and Yamunaji.

Shreemad Baghwad cannot be used for raising funds is true and I do accept it. But if the funds are only used for the setup for the Bhagwadji parayan and balance for a humanitarian cause and not for the one doing the bhagwadji and if the bhagwadji is done by a vallabhkul aacharya then I do not see what is your problem.

I stand by what I believe and will not change because of your insults. If I am wrong then so be it.

Jai Shree Krishna.

Anoop J. Purohit Go to Top of Page
govindshah2
Senior Member


154 Posts
Posted - 27 June 2012 :  20:25:06

Abe Pushtimarg ke Anpadh-Gavar!!!!!!!

Kaunsa Pushtimarg tu Padh ke aaya hai???? 84, 252 Vaishnav ke Vaarta tune padh liye. Kintu tune yeh Dhyan diya ki ShriMahaprabhuji, ShriGopinathji, ShriGusaiji ne kitni haveli banvayi?????

Shrinathji ke Mandir ke Atirikt Ek bhi nahi.....Kuch khayal hai ki nahin????? Jitne Sevya Swaroop birajte the, ve sabhi ShriMahaprabhu evam aapshri ke parivaar uski seva karte the!!!!! aur Tat Apne Sevako ko seva padhrayi thi.....Kaunse sevak ne Paisa ke liye Bhagwat Parayan karvayi? Kaunsa Humanitarian works????? Bewakhoof kuch bhaan hai tujeh ki tu kya bol raha hai????ShriMahaprabhu ke vachan padhe nahin hai, aur koi kehta hai to samajna nahi chahta.....Logo mein bhranti kyu phelata hai? Yeh to pushtimarg ki rit nahin hai....

Aur tune kaha na ki ShriVallabhkul ki vani maanni chahiyen?? to le beta! yeh padh, niche ki link mein Hamare Gurughar ke Balak ne Kuch ShriMahaprabhu ke Vachan tankit kiye hai!!!! Use swikar kar beta tu....Khoon khaul jata hai tum jaise bewakhoofo ki baate sunkar-padhkar......Aur jabh yeh charcha pahele bhi hui thi, us waqt tu bhi us charcha mein shamil hai.....

http://www.pushtikul.com/topic.asp?whichpage=8&TOPIC_ID=1420&FORUM_ID=1&CAT_ID=7&Forum_Title=%3Cb%3EDisscuss+it+all%2E+%3C%2Fb%3E&Topic_Title=Havelis+or+Nijseva%3F

Padh aur phir kuch bol.......apni bewakhoofi ka pradarshan mat kar....

 



Go to Top of Page
govindshah2
Senior Member


154 Posts
Posted - 27 June 2012 :  20:29:32

Koi Balak kisi Vaishnav ke Ghar padharte hai, usse hume kisi ko koi aapatti nahi hai....Aur yeh ek sevak-vaishnav ke liyen saubhagya ki baat hai ki balak uske ghar padharte hai. Kintu maine pahele bhi kaha tha ki jab balak apne ghar, apne nagar, apne sahar, apne desh mein padhare aur aapshri ke darshan ka labh mile to Unse granth ka abhyas karna chahiyen. Mool grantho ka abyas karna chahiye....

 

Kyuki Shrivallabh vanshaj bhi vaishnav hai. Anupji, grantho ka abhayas kare, keval balako ko bahrain apne ghar padhra kar Pushtimarg ko aap samaj nahi paoge, Balako se granth bhi padhe. Yeh mane kaha tha.....Balako se granth bhi padhe....bhaiya.....bewakhoofi mat karo.........



Go to Top of Page
govindshah2
Senior Member


154 Posts
Posted - 27 June 2012 :  20:45:28

Aur Jo pushtimarg ko tum Bhaav pradhan kahete hai to ek baat dhyan rakho ki Pushtimarg ka Nistaar ShriMahaprabhu ki Vaani (Vachan-granthotk vachan) bina sambhav nahin hai.....to jo Bhaav jo karte ho, voh ShriMahaprabhu ke vachan se abhipret hona chahiyen....Samje...Aur jo Bhagwat Katha ki baat kahi tumne, tumhare shabdo mein, dubhara yaad diladu ki tumne kya kaha :

Shreemad Baghwad cannot be used for raising funds is true and I do accept it. But if the funds are only used for the setup for the Bhagwadji parayan and balance for a humanitarian cause and not for the one doing the bhagwadji and if the bhagwadji is done by a vallabhkul aacharya then I do not see what is your problem.

Ab dekh ShriMahaprabhuji kya kahete hai :Tattvarth Deepa Nibandh Sarvanirnay prakaran Sloks :67, 243, 254 ......

ततो भागवतं कृतम्| एतदभ्यसनात्

लोको मुच्यतेऽनुपजीवनात्॥

साधनं परमेतद्धि श्रीभागवतमादरात्|

पठनीयं प्रयत्नेन निर्हेतुकम् अदम्भतः॥

 पठनीयं प्रयन्तेन सर्वहेतुविवर्जितम्॥

वृत्यर्थं नैव युज्जीत प्राणैः कण्ठगतैरपि॥

तदभावे यथैव स्यात् तथा निर्वाहमाचरेत्॥

meaning : तब व्यासजीने भागवतपुराण प्रकट किया जिसके अभ्यास(श्रवण-स्मरण-कीर्तन)से लोग मुक्त हो सकते हैं, बशर्ते भागवतका आजीविकार्थ उपजीवन न किया जाय, यह श्रीमद्भागवत एक श्रेष्ठ साधन है. अतः प्रयत्नपूर्वक, किसी लौकिक हेतु या दम्भ के बिना, आदरके साथ इसका पठन करना चाहिये. भागवतका पाठ प्रयत्नपूर्वक किसी भी अन्य हेतुके बिना ही करना चाहिये. प्राण चाहे कण्ठमें ही क्यों न अटक जाये परन्तु आजीविकार्थ उसका उपयोग नहीं ही करना चाहिये. भागवतका आजीविकार्थ उपयोग न करके और जैसे भी अपना निर्वाह चले चला लेना चाहिये (त.दी.नि.६७, २४३, २५४).

Yadi Kanth mein pran bhi aa jaye to bhi ShriBhagwat ka prayog nahi karna chahiyen....Ismein ab tum Mahaprabhu ke vachan ke aashay ko badal do to tum se bada bhaavna pradhan bewakhoof kaun hai.....tum........




Go to Top of Page
Topic is 3 Pages Long:
       1  |  2  |  3      Previous Page | Next Page | Reload
 
Jump To:


Set as your default homepage Add favorite Privacy Report A Problem/Issue   © 2014 Pushtikul Satsang Mandal All Rights Reserved. Pushtikul.com Contact Us Go To Top Of Page

loaded in 0.891s